Kisi Ko Bhi Fake Number Se Call Kaise Kare
Dosto Android jaise oprating system
aa jane ke baad mobile ke shetra me bahut kuch change hua hai. Aajkal koi bhi
namunkin nahi lagti, hamare sare kam android phone ke jariye hone lage hai. Aaj
main apko aise android phone ke feature ke bare me batane wala hu jo jiski
madad se aap apna number aur caller id change kr ke kisi bhi person ko fake
call kar sakte hai. Ye sab ek app ki vjah se sambhav ho paya hai. Ye app itna
achha hai ki iske jariye aap apna number change kar ke call kar sakte hai. To
chaliye jante hai is app ko use kar ke hum fake call kaise kar sakte hai kisi
ko.
Fake Call App Hai Kya aur Ye Kaise Kam Karti Hai ?
Dosto Fake Call karne ke liye ye ek
majedar app hai, ye apke caller id aur number ko badal deta hai. Jis se ki agar
aap kisi ko call karte hai is app se to usko aapka asali number nahi dikhai
dega. Aur is app ki khsiyat ki baat kare to aap kisi bhi number se call kar
sakte hai kisi ko bhi. Ye aap apke Voice ko bhi change kar deta hai jaise ki
agar aap option me Male ya Female chunte hai to ye usi type se voice ko bhi
change kar deta hai jis se kisi ko bhi pata nahi lag sakta hai ki aap kon hai.
Fake Call App Se Kisi Ko Call Kaise Kare ?
Step 1 – Sabse Pahle apko Google
Play Store Se Fake Call App ko Download karne ke baad apne phone me install
karna hoga.
Step 2 – App ko open karne ke bad
aap apko do box dikhenge jisme apko pahle wale box me yani ki caller id wale
box me apna number dalna hai, aur dusre wale box me uska number dale jise aap
call karna chahate hai. Uske baad niche Dial par click kar dijiye. Call ko cut karne ke liye Hang Up par click kare.
Note - Apko is App par Credits Earn karna hoga tabhi aap call kar payenge. Aap Credits Buy kar sakte hai ya Free survey me hissa leke free me Credits pa sakte hai.
Note - Apko is App par Credits Earn karna hoga tabhi aap call kar payenge. Aap Credits Buy kar sakte hai ya Free survey me hissa leke free me Credits pa sakte hai.
Step 3 – Ab agar aap chahe to
apni voice Male ya Female me change kar sakte hai. Aap jo option chunenge vo apki
voice usi tarah se change kar degi jis se caller apki awaz bhi pahchan me nahi
aayegi.
Step 4 – Ab apne jise call kiya hai
uske phone pe ring hone start ho jayega lekin vo apke number ko pahchan nahi
payega.
Ye Post Bhi Padhiye -
- Kisi Bhi WhatsApp Number Ko Track/Monitor Kaise Kare
- Kisi Bhi Mobile Number Ka Caller Id aur Location Kaise Jane
- Android Phone Ki Battery Backup Kaise Badhaye
Dosto ye jo maine trick batai hai
use aap galat kam ke liye use naa kare to behtar hoga. Ye post sirf apke
janakari ke liye likhi gai hai so aap ise kisi ko nuksan phuchane ke liye use
naa kare.
Apko meri ye janakri kaise lagi
Comments ke madhyam se bata sakte hai. Agar aap chahte hai ki hamare naye post
ki jankari apko milti rahe to aap hamare blog feed ko subscribe kar sakte hai. Is
post ko aap share karna bhi naa bhule…dhanywad !
0 Comments